Site icon Youth Ki Awaaz

voice for the girls

Voice to #hear,voice to #change, voice to #feel, voice for the #girls..

Jindagi khud ki gulam ban jati hae, kisi kae soch kae age dab sii jati hae..
Hur chik pur mombati jal jati hae, jase jase mombati jalti jati ;
wase ,wase sir bhi jukte jate hae..
Pur kabhi kuch badlta nhi,
Uss mombati ki akri deep kae sath humari najre bhi ojal ho jati hae.. who sir fir sae tyar ho jate hae uthnae kae liae, jo kabhi juke thae, fir sae tyar ho jate ek aur masum jindagi ki chik sunae kae liae..
Kyu wahi halat fir sae ate hae.??.
Aur hur din sakro ki tadat mae, aur sakro ensan jut jate hae fir sae mombati jallane kae liae..
Who dard, whO chik bus ek bar Hi hoti hae..  pur sunayi ajj bhi deti hae..
Humare tho hatho pur lakire hoti hae, pur unki lakriyo ka kya jo kisi ki sikar ban jati hae..
Unke tho cherao pur lakire ban jati hae.. Jub asoo apna chapp chor jati hae..
Exit mobile version