Site icon Youth Ki Awaaz

Pita Ne Kokh Mein Hi Marwana Chaha Usey

‘Teji se badhta ja rha h aaj aurto pr jurm, sirf noch hi ni rha vehshi uska sharir, uski aatma ko b jhinjhor rha h hr roj…. Pehle to sirf ldkiyo or aurto ko hi bnata apna shikaar, pr aaj to masum bachchiyo ki kilkariyo tak  ka b gala ghot rha h, Kehte h k ladki ka pehnawa thik ni  rha ajkl ….. Per tune  aisa konsa pehnawa dekh liya un masumo ka, Jo teri gandi niyat unpr bhi fisal gai……,

‘Kaanp uthti h andar tk rooh …. dekhke un  masoom bachchiyo k kuchle najuk sharir,  Aaj hr ladki dukhi hoker yahi sawal krti h samaaj se…. Kii kyon aayi hai wo iss sansaar mein jaha uska koi bhi nahi, puchhti h wo hr kisi se, k kis or jaye wo or  kaha chhup jaye wo bheed mein bhi tanha hai wo kiska sath paye wo… hai asi kyon uski taqdeer…???

‘Pita ne kokh mein hi marwana chaha usey, uski hi’ Maa’ se door krna chaha usey….. Iss pr b uske aansu ni rukte or wo puchhti h k hr taraf andhera h khauf ka pehra h, jis taraf b jaye wo dehshat n usey  ghera hai….jaye to jaye wo kaha….???

‘bahut dukh hota h,  ye dekhkar k mahilaaon ki itni  kamyaabi k bad bhi sbse jada jurm or apradh bhi unke sath hi ho rha h…. Jrurt hai ab najariya badalne ki ye sochne ki….. Ki hai wo b insan koi patthar nahi, hai sharir tumara to hai sharir uska bhi, jitna ek sui chubhne ka dard tume hota h toh hota h usey b…. Kyonki h wo najuk tumse b jada kahii…..,

‘Sirf ek bar uske dard ko mehsoos karke to dekho badal jaegi tumari soch bhi wahi k wahi……..,,

Exit mobile version