Aaj kal ka youth badha mauzi huaa hai
Inka saukh badha crazy huaa hai …
blogging ka ye fauzi hua hai
Aaj kal ka youth badha mauzi hai
Sayarna inka andaaz huaa hai
Story telling ka aagaz huaa hai
Aaj kal ka youth badha mauzi huaa hai
Social media hi inka adhaar hua hai
Dukh sukh .. Breakup, peach up
Yahi per zaar zaar hua hai …
Aab mai kya … kya batun …ki
Aaj kal ka youth badha mauzi huaa hai
YouTube me channels ka bazaar chala hai
Views. Likes per hi sabka dhaayn laga hai
Tv ka curtain chadha hai ..
web series se dil khush huaa hai …
Aaj kal ka youth badha mauzi huaa hai
App se inka rista bana hai….
What’s Kaka aur facebook suchaa dost huaa hai
Aaj ka youth badha mauzi hua hai
Girlfriend roodhe to fark nahi jannab
Per Internet ka connection too jaye
Depression ka sikar huaa hai
Aaj kal ka youth badha mauzi huaa hai
jyoti mj