Site icon Youth Ki Awaaz

i Want to become a writer.

pata nahi apne desh ko kya ho gya hai koi kitaabe padna hi chahta hai. kaise hamare samaj me change aayega. jara socho america ki population only 30 crore hai aur waha highest book selling 3 crore ho jati hai matlab population ka 3% aur hamara desh jiski population 121 crore hai , phir bhi yaha kitaabe padhi jati hai to sirf 20 lakhs aur wo bhi english ki jisme main purpose english sikhna rahta hai na ki koi nayi baate sikhne ki . aise hamara desh badlega.  education ko lekar hamara soch aaj bhi bahtut pichhe hai. sab successful banana chahte hai but good man banna to jaise koi chahta hi nahi hai. mere bhi kuch thoughts hai jo mai logo ko batana chahta hai as a writer lekin kabhi kabhi sochta hu ki padhe ga kaun aur wo bhi mai hindi me likta hu. ek to publisher publish karne me hichkichata hai agar paise dekar karwa bhi lo to phir bkine ka tension , agar bika nahi to phir agla novel uss maje ke likh bhi nahi sakte ho kyuki agar aap flop content ki karan huye hai to samaj aata hai yaha to problem hi alag hi jiska sayas hi koi treatement hai. lekin phir bhi maine novel likhi hai . agar kisi bande ya bandi ko marketing tool ka knowledge ho jaru mujhse share kare. kyuki … iska mere pass jawab nahi hai. ………………………………….

Exit mobile version