Site icon Youth Ki Awaaz

Migration a biggest problem of Uttarakhand hilly and rural areas

Aj k smay mai pahado m playan itni teji s badd raha h ki din partidin gawo s log sehro ko ja rahe. Aj k yuwa warg ko ish bare m aware hona jaruri h kyuki aaj ka yuwa agar ish bare m ni sochega to uske aane wali piidi to kabhi pahado m unke gaw bhi hote the in baato ko bhi ni jaan payegi.aj ka hmara yuwa 12krne k baad naukri ki talash m sehro ko ja raha h.jisme s kuch to kamyab ho jate h lekin wo log kamyab hone k baad apne pahad chetro k vikas ki or kabhi dhyn ni dete h.or jo log achi naukri ni pa paate wo kaise taise apni zindgi kaat rahe h.hum logo ko bachpan s naukri krne k bare m hi btaya gya h kabhi hmse kisi n y nahi kaha hoga ki tum apna kuch business kroge ya apna kuch kaam kholne.isliye hmare kuch dost hotels m bartan dhokar or kuch logo k gharo m kaam krke apna jivan kaat rahe h lekin unko gaw m akar apni kheti krna ya koi chota mota kaam krna bekr lgta h. Aaj yuwao ko ekjut hokar ish smsya k bare m sochna chyiye or pahado k vikas k liye ek sath milkr jo bhi apni or s smbhaw ho kaam krna chyiye…or ho ske to pahado m rehkr wahi kuch business krke palayan rokne m Apna harsmbhaw yogdan krna chyiye.

Exit mobile version